Kyon tujhi ko dekhna chahati hain meri aankhein

Kyon tujhi ko dekhna chahati hain meri aankhein,
Kyon khamoshiyaan karti bas hain teri baatein,
Kyon itna chahane laga hoon tujhko main,
Ki taare ginte huye kat-ti hain meri raatein,
Tu hi kuchh bata de kya main karoon inka,
Har pal jo mujhe tadpaati hain teri yaadein.
FUNNY JOKES AND CHUTKULE - Kyon tujhi ko dekhna chahati hain meri aankhein

you don't wanna miss this