Pappu Dabang dekh kar aya

Pappu dabang dekh kar aya.

School mein sir : pappu tumhare sare ans galat hein marks de to kahan den ?

Pappu : kamal karte hain master ji.
Marks hi to mang rahe hain,
Chup chap de do warna thapar mar k bhi lay skte hain.
Sir : badtamiz
Pappu : badtamiz se yaad aya,
Aap k papa kaise hain ?

Sir : nikal ja meri class se,

Pappu : chup chap se marks de
Do warna ans sheet me itne ched karenge k
Confuse ho jaoge k marks kahan den
Or zero kahan dain..!
Pappu rock...
Teacher shock..
STUDENT JOKES JOKES AND CHUTKULE - Pappu Dabang dekh kar aya Pappu dabang dekh kar aya. school mein sir : pappu tumhare sare ans galat hein marks de to kahan

you don't wanna miss this