Ladkiyan Har Mod Pe Darti Hain

Ladkiyan har mod pe darti hain

Akeli ho to sunsaan rahon ka dar

Bhid men ho to logon ka dar

Hawa chale to dupatta udane ka dar

Koi dekhe to uski aakhon ka dar

Bachpan ho to maa baap ka dar />
Javan ho to bhaiyon ka dar

Wo darti hain aur tab tak darti hain

Jab tak inhen koi jivan sathi nahin mil jata

.

.

.

Aur yahi vo shakhs hota hai

Jisse vo sabka badla leti hain
MARRIED JOKES AND CHUTKULE - Ladkiyan Har Mod Pe Darti Hain is a great joke about sathi leelavathi jokes. It is a hilarious joke if you like hawa ki joke aj a

you don't wanna miss this