Ek bar ek Marwadi ne ek yogi Mahraj ko pranam kiya

Ek bar ek marwadi ne ek yogi mahraj ko pranam kiya,
Yogi ne aashirwad diya..
Jao baccha tumhe swarg milega,

Kuch dakshina dete jao,

Marwadi ne kaha, main yeh mumbai tumhe dakshina main deta hun.

Yogi ne kaha, ye mumbai kya tumhare baap ka hai….

Marwadi ne kaha, to kya swarg tumhare baap ka hai,
Pagalo wali, baat karta hai

Hum duniya ko topi pehnate hai or tu marwadi ko!! :d :twisted:
FUNNY JOKES AND CHUTKULE - Ek bar ek Marwadi ne ek yogi Mahraj ko pranam kiya Ek bar ek marwadi ne ek yogi mahraj ko pranam kiya, yogi ne aashirwad diya.. jao

you don't wanna miss this