Father: Tumhare Result ka kya hua

Father: tumhare result ka kya hua.........?? . . .
Son: headmster ka beta fail ho gaya, . . .

Father: aur tum...?? . . .
Son: doctor ka beta bhi fail ho gaya, . . .

Father: aur tumhara result kaisa aaya....?? . . .
Son: wo wakeel ka beta bhi fail ho gya, . . .

Father: kamine mai tera puch raha hun. . . .
Son: to tu konsa rajnikant hai, tera beta bhi fail hua hai..
FUNNY JOKES AND CHUTKULE - Father: Tumhare Result ka kya hua Father: tumhare result ka kya hua.........?? . . . son: headmster ka beta fail ho gaya, . . . fa

you don't wanna miss this