Ise Padhna Mana Hai:- Khatra!!

Ise padhna mana hai:- khatra!!
jaha likha hota hai “parking karna mana hai”
log vaha pe parking karte hai!
jaha likha hota hai “yaha thukna mana hai”
log vahi thunkte hai!
jaha likha hota hai “yaha kachra phenkna mana hai”
log vahi kachra phekte hai!
jaane kyun log na kaho vahi kaam karte hai?
ab, aap khud ko hi le lo,
sabse upar likha tha “ise padhna mana hai”
lekin phir bhi janab padhenge jarur…
FUNNY JOKES AND CHUTKULE - Ise Padhna Mana Hai:- Khatra!! Ise padhna mana hai:- khatra!!
Jaha likha hota hai “parking karna mana hai”
Log vaha pe park

you don't wanna miss this