Two girls in a college: " Tere Boyfriend ka kya haal hai

Two girls in a college:
" tere boyfriend ka kya haal hai?"
" woh lene ki zid kar raha hai. main pareshaan hun ki du ya na du"
" are aajkal in baaton ko koi nahi sochta, de de."
" tujhe nahi pata. woh baar baar karega. woh mere bina nahi rah sakta. kahta hai ek baar de do, phir bahut der tak karenge, din mein karenge, raat mein karenge."
"ari paagal, agar woh itna excited hai, main hoti to kab ki de chuki hoti!"
"abhi to usko karne ka shauk hai, mahine ke baad jab jhatka lagega to haath mein pakad kar baith jaayega."
"tu koi precaution le le"
" are yaar, uska post paid connection hai. jab mahine ke baad bill aayega to kahega tune mobile no. kyo diya?"
-------------------
Salo sudhar jao main itna bhi nahi bigda hua hu...
FUNNY JOKES AND CHUTKULE - Two girls in a college: " Tere Boyfriend ka kya haal hai Two girls in a college: " tere boyfriend ka kya haal hai?" " woh lene ki z

you don't wanna miss this