Do aurat aapas me apne-apne pati ki badai karne lage

Do aurat aapas me apne-apne pati ki badai karne lage.
pahli: mera pati bahut padha likha hai.
dusari: mera pati sabse jyada padha likha hai.
pahli: tumhra pati kitna padha hai?
dusari: mera pati itna padha likha hai ki wo kuch likh de to koi nahi padh pata hai. lekin tumhara pati kitna padha likha hai?
pahli: mera pati itna padha likha hai, itna padha likha hai ki yadi wo kuch likh de to wo khud nahi padh pata hai.
NAUGHTY JOKES AND CHUTKULE - Do aurat aapas me apne-apne pati ki badai karne lage Do aurat aapas me apne-apne pati ki badai karne lage.
Pahli: mera pati b

you don't wanna miss this