Santa Aur Jeeto Men Jhagada Ho Raha Tha

Santa aur jeeto men jhagada ho raha tha

Jito: kash main apni maa ki baat man leti aur tumse shadi na karti

Santa: kya matlab tumhari maa ne mujhse shadi karne ke liye mana kiya tha?

Jito: aur nahin to kya

Santa: he bhagwan! main aaj tak us nek aurat ko kitna bura samjhta raha jisne mujhe bachana chaha
SANTABANTA JOKES AND CHUTKULE - Santa Aur Jeeto Men Jhagada Ho Raha Tha is a great joke about santa jokes clean. It is a hilarious joke if you like santa joke

you don't wanna miss this