Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya…
Santa: ye 3 mahine me bachha kaise hogaya?
Biwi: Aapki shaadi ko kitna time hua?
Santa: 3 mahine
Biwi: aur meri shaadi ko?
Santa: 3 mahina.
Biwi: aur bachha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: ohh terii!vakai 9 mahine ho gaye, time ka pata hi nahi laga