1 raja tha…
1 din khabarchi ne raja ko bataya, sarakar bilkul apki shakal ka 1 dhobi apke rajya me rahta hai.
Raja ne aadesh diya, usse bulaya jaye.
Dhobi darbar me hazir hota hai.
Raja dhobi ko dekhkar muskuraya aur puchha:
Raja: kya pahle kabhi tumhari mata ji darbar me kaam karti thi?
Dhobi: Nahi sarkar ! Abba huzur karte the.