Santa Ne Ek Din Badi Udasi Se Apne Dost Banta Ko Bola

Santa ne ek din badi udasi se apne dost banta ko bola.

Santa: “yaar meri biwi gussa bahut karti hai”

Banta: “meri bhi pahle karti thi ab nahi karti”

Santa: “achha, aisa tum ne kya elaaj kiya?”

Banta muskurate hue: “kuch khas nahi,
Wo ek din gusse mein thi,
Maine kah diya ke budhape mein gussa aa hi jata hai,
Us din se wo gussa nahi karti“
NAUGHTY JOKES AND CHUTKULE - Santa Ne Ek Din Badi Udasi Se Apne Dost Banta Ko Bola Santa ne ek din badi udasi se apne dost banta ko bola. santa: “yaar meri b

you don't wanna miss this