Ek Grahak Dukan Par Shart Lene Gaya
Grahak: Shart Dikhao
Dukandar: Ye Lijiye Shandar Peter England Ka Shandar Shart
Grahak: Kitne Ka Hai?
Dukandar: Matra ₹3500/ Ka
Grahak: Bhaiya Aapke Paas Peter Faizabad Peter Ilahabad Ya Peter Barabanki Ka Shart Nahin Hai Kya?